Tere inkaar se darti hoon

Behad pyar main karti hoon


Tere inkaar se darti hoon

Behad pyar main karti hoon

Maan bhi ja meri baat

Zara kar dil pe ek ehsaan


Ya to apna dil dede

Ya leh le meri jaan

Ya to apna dil dede

Ya leh le meri jaan


Ya to apna dil dede

Ya leh le meri jaan

Ya to apna dil dede

Ya leh le meri jaan


Tere sang pinjron mein bhi

Aazad main reh loongi

Tu jo mere sath to hass ke

Har mausam seh loongi


Tere sang pinjron mein bhi

Aazad main reh loongi

Tu jo mere sath to hass ke

Har mausam seh loongi


Maan bhi ja meri baat

Zara kar dil pe ek ehsaan


Ya to apna dil dede

Ya leh le meri jaan

Ya to apna dil dede

Ya leh le meri jaan


Mere khwabon mein rehta hai

Bas ek tera chehra

Main to teri Heer ban gayi

Ban ja tu Ranjha mera


Mere khwabon mein rehta hai

Bas ek tera chehra

Main to teri Heer ban gayi

Ban ja tu Ranjha mera


Maan bhi ja meri baat

Zara kar dil pe ek ehsaan


Ya to apna dil dede

Ya leh le meri jaan

Ya to apna dil dede

Ya leh le meri jaan


Ya to apna dil dede

Ya leh le meri jaan

Ya to apna dil dede

Ya leh le meri jaan

Ya to apna dil dede

Ya leh le meri jaan