Zindagi chal tera shukriya

Shayad mile na tu kal ki subah

Jo diya humne hans ke liya

Aye zindagi tera chal shukriya


Har saans ka har khwab ka

Ummeed ke sailaab ka

Tujhse judi har baat ka shukriya


Teri dhoop ka barsat ka

Thaama jise us hath ka

Achhe bure halat ka shukriya


Shukriya shukriya

Shukriya shukriya


Milna bichhadna aana jana

Tai hai sab kuchh pehle se

Pyar bhare pal bandh ke rakh le

Baaki sab kuchh rehne de


Kuchh nahi hath aayega yahaan

Phir bhi ae zindagi tera shukriya

Kuchh nahi hath aayega yahaan

Phir bhi ae zindagi tera shukriya


Alvida rehna tu khush sada

Shayad miloon na main kal ki subah

Alvida rehna tu khush sada

Shayad miloon na main kal ki subah


Om namah Shivay

Om namah Shivay

Om namah Shivay

Om namah Shivay


Shukriya shukriya