Unki yeh nazar

Jo nazar se mili

Main pighalata raha

Usme hi kahin


Main khuda se

Haan khuda se kahoon

Tu mera tu mera haan


Ke akhiyan baras baras jaayein

Naina taras taras jaayein

Mohe daras dikha jaa re

Piya re


Ke akhiyan baras baras jaayein

Naina taras taras jaayein

Mohe daras dikha jaa re

Piya re


Khone laga main is tarah

Aisa asar tera hua


Yeh dil pe chale tera hi zor

Tu kheenche chalun main teri oar

Tera hua main sabko chhod

Yeh mera ishq nahi kamzor


Unse bepanah jo mohabbat huyi

Main pighalata raha

Usme hi kahin


Main khuda se

Haan khuda se kahoon

Tu mera tu mera haan


Ke akhiyan baras baras jaayein

Naina taras taras jaayein

Mohe daras dikha jaa re

Piya re


Ke akhiyan baras baras jaayein

Naina taras taras jaayein

Mohe daras dikha jaa re

Piya re