Ab raaton ko mujhe loriyan kaun sunayega

Kaun sunayega kaun sunayega

Ab subah ko mujhe pyar se kaun jagayega

Kaun jagayega kaun jagayega


Ke tum bole bina hi chale gaye

Hum poore hoke bhi ab adhure reh gaye


Ke teri yaadein aaye maa

Dil ko bada sataye maa

Teri yaadein aaye maa

Dil ko bada sataye maa


Ke teri yaadein aaye maa

Dil ko bada sataye maa

Ke teri yaadein aaye maa

Dil ko bada sataye maa


Kitni baatein karni thi

Kitna kuchh kehna tha

Tujhko hasana tha aur

Tere hath se khana tha maa


Seene se mujhko tu apne laga le na

Awaz deke mujhe tu phir se bula de na

Duayein roz karta hoon uss rab se yeh hi main

Sab kuchh mera lele par meri maa lauta de na

Meri maa lauta dena

Meri maa lauta


Ke tum kuchh bole bina hi chale gaye

Hum poore hoke bhi ab adhure reh gaye


Ke teri yaadein aaye maa

Dil ko bada sataye maa

Teri yaadein aaye maa

Dil ko bada sataye maa


Ke teri yaadein aaye maa

Dil ko bada sataye maa

Ke teri yaadein aaye maa

Dil ko bada sataye maa


Ke teri yeh yaadein

Ke teri yeh yaadein maa

Ke teri yaad aaye maa

Ke teri yaadein aaye maa