Rabba!


Bheegi bheegi ashkon ki

Kahani na bane

Bheegi bheegi ashkon ki

Kahani na bane


Rabba koyi ishq mein

Masstaani na bane

Ho rabba koyi ishq mein

Masstaani na bane


Ban ke masoom sapnon ki galiyon mein

Bhawre tamam doobein kaliyon mein

Ban ke masoom sapnon ki galiyon mein

Bhawre tamam doobein kaliyon mein


Chahat ka yeh jazbaat

Badgumani na bane

Chahat ka yeh jazbaat

Badgumani na bane


Rabba koyi ishq mein

Masstaani na bane

Ho rabba koyi ishq mein

Masstaani na bane


Yeh maana pyar koyi

Zanjeer nahi maane

Woh rishta kya jisko

Yeh zameeer nahi maare


Karke daga woh jo apno ko chhod de

Dil kyun na aise

Jhoothe rishte ko tod ke

Kar ke daga woh jo apno ko chhod de

Dil kyun na aise

Jhoothe rishte ko tod ke


Jo hakk par chal sake na

Woh jawani na bane

Jo hakk par chal sake na

Woh jawani na bane


Rabba koyi ishq mein

Masstaani na bane

Ho rabba koyi ishq mein

Masstaani na bane


Kismat pe kisi ka bhi

Koyi zor nahi hota

Par izzat se badh ke

Kuchh aur nahi hota


Kismat pe kisi ka bhi

Koyi zor nahi hota

Par izzat se badh ke

Kuchh aur nahi hota


Ungli yeh jag uthaye

Woh nadaani na bane

Ungli yeh jag uthaye

Woh nadaani na bane


Rabba koyi ishq mein

Masstaani na bane

Ho rabba koyi ishq mein

Masstaani na bane


Rabba koyi ishq mein

Masstaani na bane

Ho rabba koyi ishq mein

Masstaani na bane


Rabba koyi ishq mein

Masstaani na bane

Ho rabba koyi ishq mein

Masstaani na bane