Tumse mile hain to ye

Ehsaas hai

Sapno me dekha jaise 

Ek khaab hai

Humne duwaaein maangi 

Kuch khwaahishein bhi

Tujhme hi kudrat meri

Dua ki chhadi bhi...


Bheegi jaise hawa ho guzari

Kar ke mujhko fanaaa a a a 

Khwaahishon ki ho roshni tu

Mere gham ki dawa 


Haan 

Taake naina 

Naina haan naina....x4


Tera Chehra Ruhana


Haan 

Taake naina 

Naina haan naina....x4


Aankhein ye kehti

Baatein dil ki....

Dil na sambhaley jaaye 


Na zubaan wo 

Keh bhi paaaye 

Aaankhein bayaan kr jaaye


Tere bin na ho subah 

Na ho raatein haseen

Aasmaan ko hai pata 

Tu hi meri zameen


Bheegi jaise hawa ho guzari

Kar ke mujhko fanaaa a a a 

Khwaahishon ki ho roshni tu

Mere gham ki dawa 


Haan 

Taake naina 

Naina haan naina....x4


Tera Chehra Ruhana

 

Haan 

Taake naina 

Naina haan naina....x4